لاہور میراتھون ریس

لاہور میں آج میراتھون دوڑ ہورہی ہے۔ کوئی چھ مہینے پہلے جب عاصمہ جہانگیر اور دیگر لوگوں نے حقوق انسانی اور آزاد خیالی کے لئیے مخلوط دوڑ کرنا چاہی تھی تو اسی آزاد خیال حکومت نے انہیں حوالات میں ڈال دیا تھا۔ بقول حکومت مجلس کی وارننگ کی وجہ سے نقص امن کا ڈر تھا۔ اب اسی صوبے کی حکومت دوڑ کرارہی ہے اور آزاد خیالی کا شور مچارکھا ہے۔ آزاد خیالی یا غیر آزاد خیالی کا میراتھون سے کیا تعلق ہے؟ مجھے خواتین کی اس مخلوط ریس پر کوئی اعتراض نہیں۔ لیکن جس طرح دوڑ کو آزاد خیالی سے منسوب کیا جارہا ہے وہ مضحکہ خیز ہے۔

مجھے جماعت اسلامی کی اس بات سے پورا اتفاق ہے کہ یہ نان ایشوز کو ہائی لائٹ کرنے کا پرانا حکومتی حربہ ہے۔ میں اس میں یہ اضافہ کرونگا کہ جماعت اسلامی ہمیشہ کی طرح آمروں کی ہر ایسے حربے کو بھرپور طریقے سے کامیاب کراتی ہے تاکہ عوام کی توجہ باجوڑ، بلوچستان، وزیرستان اور زلزلہ زدگان سے ہٹی رہے۔ جماعت اسلامی نے کبھی پیٹرول کی قیمتوں، بسنت، مہنگائی کے لئیے اتنا زبردست احتجاج کیا ہوتا تو شاید ہمیں خود آزاد خیال ثابت کرنے کے لئیے دوڑیں نہ لگانا پڑتیں۔

تبصرے:

  1. Nomaan Bhai

    Aap per salamati ho

    bhai jab aap nay bloggrs ke namoon ke liyeh jagah banai hay tu meray sath ziyadati kio?
    plz mera blog ka link ko bhi jagah dain

    shukriya

    shameel qureshu

  2. taqreeban k months pehly honay wali jis "marathon race” ki baat ap kar rahay hain bhai….us per na sirf Mujlis-e-amal na balky awaam na bhi buhat shor machaya tha…warna sirf majlis waloun ki warnings sy hakoomat na ruk nhi jana tha…aor dosri baat ap na jo kahi ha k jis trha is "race” ko azad-khayali sy mansoob kia jaraha wo muzehka khez ha…..sahi ha is race ka azaad khayal sy koi taluq ho na ho likin "roshan khayal” azad khayali sy kisi na kisi had tak zaroor ha…its a part of their policy….ahista ahsita ye ham mein western culture hi inculcate kar rahay hain…kher ye ik alag behes shuroo hojayegi..

    aor meray bhai…ap ye bhi sochein k jis "marathon race” per mulk mein pehly itny shadeed muzahiray ho chukay hain..usko ab hakoomat kitnay ehtamam sy "run lahore run” k naam sy celebrate kar rahi ha…..toh yehi hakoomat "kalabagh” dam k masalay ko kion nhi hal karti..yehi hakoomat aor masaloun ko kion nhi hal karti…..just ik race kara kar aor dosri party ko ye sabit kar k hi kion karti ha…

  3. Aslamolaykum… this is regarding the so called "race” in Pakistan…well agar yeh races hoti raheen, tou Pakistan ka Allah he Hafiz hai…Islam phelay be nahi raha, aur jo bacha kucha hai, Allah Hefaazat karen us ki Ameen.. we need to be more ISLAMIC than kiss up to U.S. Pakistan was MADE for ISLAM where we could live as Muslims and teach our kids to be a better Muslims InshAllah but, the govt of Pakistan is just messed up..doesnt matter WHO they are, they are WRONG…come on, look at just the LOCAL Paki channels and the things that are going on these days..it KILLS some of the "modren” pakies if we bring up the issue of having a SHARIYA Law in Pakistan…InshAllah i hope it happens… so many things have happened in the pas 6 months around the world and muslims are still not getting the point that Allah wants us to Turn to HIM…
    ***Remember, if we walk to Allah (SWT) He will RUN towards us. InshAllah***
    GUL.

  4. Assalam o alikum
    mera doost,Aaj first time aap k blog pa jana ka itefaq hua.aur aaj hi ma aap ko comments bhi da raha hon.
    Sab sa pehla to mera bhai aap ko buhat buhat Mubarakbaad don ga k aap ik achhi sooch k malik hain.ALHAMDULLILAH
    but my brother i am not agree with your last two comments about Indian Films & Merathon race.
    look brother islam sirf hamari infaradi zindaqi ka naam to nahi.balk yeh Ijtama-e-zindaqi par ziyyada zoor da ta ha.jab tak koi chees hamaray infaradi mamla sa nikl k ijtamai zindaqi ki taraf jati ha to ziyyada nuqsaan poonchati ha for e.g jab hum koi jhoot boolta hain kisi ik shakhs sa to hum sirf us shakhs k gunmahgaar hotay hain laikin jab hum buhat saray afraad ki gathering k samna jhoot boolain ga to sub k gunah gaar hon ga,yehi maamla Naikioon ka bhi ha.Infiradi Namaz sa kahin ziyyada Jamat k sath Namaz ki fazeelat ha kyun k is sa society ma Achhay asrat partain hain.
    isi tarah ma manta hon k aaj kal Pak k har ghar ma indian films chalti hain laikin in ko cinema ma laga kar sub ko is new tafreeh ki dawaat daina kahan tak sahi ha.
    brother sahi to film dekhna ha hi nahi.aur phir hum is ko ijtaami karin.
    ik aur e.g daita hon aaj sa chand saal pehla jab VCR ka zamana tha to films kam deekhi jati theen aur agar koi kharab seen aajata tha to baroon ki bachoon k samna kaifiat ajeeb se hoti thi,
    liakin Cable k ajjana k baad aab saray ghar walay beth k khuuli behayyai deekhtain aur koi hayya bhi nahi karta
    Hadees ma aata ha *jab insaan ki hayya mar jai to insaan ka jo ji chahay karay*
    isi tarah Ayraat ki azaddi k naam pa Merathon race kahan ki aqalmandi ha kia is sa aurat ka istehsaal band ho gaya?kia aurat par zulm band ho gaya?kia yehi masla ka hal ha?bhai yeh sirf hamri society koISLAM sa door aur Europe sa qareeb karna ha.
    Akhri Baat Jamaat-e-Islami Petrol aur Menhgai k hawalay sa last year 3 times protest karchuki ha aur is par ik MILLION MARCH bhi kiya ha lakin merqa bhai Ummat-e- Musalima ko itnay sara issues ma uljha dia ha.
    k har issue ham har waqt ik sath nahi chala sakta.
    kafi tanqeedain ho gain.
    ik dafa phir aap ko mubarak baad don ga.
    Aap sa duaoon ka talabgaar hon.
    Fi AmanAllah
    my email address
    smehtesham@hotmail.com

Comments are closed.